Esaal E Sawaab Sunnat Hai 19

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ESAAL E SAWAAB SUNNAT HAI 🥀*



🅿ART 19

1⃣1⃣ Kya TAYEEN E ARFI per koi SHARAYI daleel maojood hai…???

🌴 JAWAAB:
☘ Ji haan, HUZOOR SARWAR E KONAIN ﷺ aur SAHABA E KIRAAM رضي الله عنهم ka amal e Mubarak isper waazeh daleel hain.

🎍 Marwi hai k SARKAAR E DO AALAM ﷺ jumeraat k roz safar per rawana hona pasand farmate the.
📗 (Bukhari)

🎍 Manqool hai k REHMAT E AALAM ﷺ har hafte k roz MASJID E QUBA mein peyd o sawari ki haalat mein tashreef le jaate the aur HAZRAT ABDULLAH BIN OMER رضي الله عنه bhi usi tarah kiya karte the.
📗 (Bukhari)

🎍 HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD رضي الله عنه har jumeraat k roz logon ko wa’az o naseehat farmaya karte the.
📗 (Bukhari)



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जिस की बीवी का इंतिक़ाल हो जाये वह अपनी बीवी का चेहरा देख सकता है या नहीं*05

ईसाले सवाब की फज़िलत

क्या हुजूर ﷺ के ज़माने में मय्यत का तीजा होता था* 03