Esaal E Sawaab Sunnat Hai 15

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ESAAL E SAWAAB SUNNAT HAI 🥀*



🅿ART 15

8⃣ Kya ESAAL E SAWAAB se marhoom ko sawaab milta hai…???

🌴 JAWAAB:
🍃 Ji haan, yaqeenan ye ALLAH TA’ALA ka fazl o karam hai k wo ESAAL E SAWAAB ki barkat se na sirf marhumeen ko nafa pahonchata hai balke is kaar e khaer mein mashghool shaks k liye bhi apni rehmat k mazeed darwaze khol deta hai, jiska andaza niche di gayi riwayat se pata chalta hai.

🍃 HAZRAT ALI رضي الله عنه se riwayat hai k RASOOL ALLAH ﷺ ne irshad farmaya k jo qabristaan se guzre huye SUREH IKHLAAS padhkar uska sawaab murdon ko hadiya karey to usey murdon k barabar sawaab ata kiya jaayega.
(Daar Qutni)



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जिस की बीवी का इंतिक़ाल हो जाये वह अपनी बीवी का चेहरा देख सकता है या नहीं*05

ईसाले सवाब की फज़िलत

क्या हुजूर ﷺ के ज़माने में मय्यत का तीजा होता था* 03