Esaal E Sawaab Sunnat Hai 13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ESAAL E SAWAAB SUNNAT HAI 🥀*



🅿ART 13

6⃣ Kya jis tarah pehle guzre huon ko ESAAL E SAWAAB karna jayez hai usi tarah aane waalon aur maojood zinda logon ko bhi kiya jaa sakta hai…???

🌴 JAWAAB:
🍃 Iska jawaab zamnan piche guzar chukka hai k tamaam musalmaano ko sawaab pahonchana jayez hai, chahe maojood zinda ho ya guzar chuke ho ya aayinda aane waaley ho.

🍂 AALA HAZRAT (qudus sirah) tehreer farmate hain, (ESAAL E SAWAAB karne waala ESAAL mein) HUZOOR NABI KAREEM ﷺ k tufeyl mein tamaam ambiya e kiraam عليهم السلام, aoliya e izzam رحمهم الله aur momineen o mominaat jo guzar gaye aur maojood hain aur jo qayamat tak aane waaley hain, sabko shaamil kar sakta hai aur yahi afzal hai.
📗 (Fatawa Razwiya, [new])

🍃 SAHIHEEN (BUKHARI O MUSLIM) mein hai k HUZOOR NABI KAREEM ﷺ ne 2 mendhon ki qurbani ki, jinke rang safedi siyaahi mile huye the, ek apni taraf se aur dusri ummat ki taraf se ki.

⚠ In Sha ALLAH NEXT PART MEIN ESAAL E SAWAAB KARNE KA SAHIH TARIQA BATAYA JAYEGA...



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जिस की बीवी का इंतिक़ाल हो जाये वह अपनी बीवी का चेहरा देख सकता है या नहीं*05

ईसाले सवाब की फज़िलत

क्या हुजूर ﷺ के ज़माने में मय्यत का तीजा होता था* 03