Esaal E Sawaab Sunnat Hai 08

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ESAAL E SAWAAB SUNNAT HAI 🥀*



🅿ART 08

4⃣ ESAAL E SAWAAB KI BARKAT SE SAWAAB O NIJAAT O KAFFARA k alawa murdon ko aur kya kya faede haasil hote hain…???

🌼 Iski barkat se beshumaar nematey bhi haasil hojati hain, jiski ma’arfiat k liye kuch riwayat mulaheza farmaye…

🎋 MURDE KI KHUSHI

🍃 HAZRAT ANAS رضي الله عنه farmate hain k maine RASOOL ALLAH ﷺ se suna k jab koi mayyat ko ESAAL E SAWAAB karta hai to HAZRAT JIBRAEEL عليه السلام usey ek noorani tabbaaq mein rakhkar qabar k kinaare khade hojaate hain, phir irshad farmate hain k aye gehri qabar k saathi! Ye tohfa tere gharwalon ne bheja hai, isey qubool karle.

🍃 Phir jab wo sawaab uski qabar mein daakhil hota hai to wo murda usse behad khushi mehsoos karta hai aur uske wo padosi ghamgeen hojaate hain k jinki taraf se koi shaey hadiya nahi ki gayi hoti hai.
📔 (Tabrani)



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जिस की बीवी का इंतिक़ाल हो जाये वह अपनी बीवी का चेहरा देख सकता है या नहीं*05

ईसाले सवाब की फज़िलत

क्या हुजूर ﷺ के ज़माने में मय्यत का तीजा होता था* 03