Esaal E Sawaab Sunnat Hai 01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 ESAAL E SAWAAB SUNNAT HAI 🥀*



🅿ART 01

1⃣ Marhumeen ko sawaab bhejne ko sharayi taor per kya kehte hain…???
🌼 Isey ESAAL E SAWAAB kaha jaata hai.

2⃣ Lafz ESAAL ka kya matlab hai.

🌺 Esaal ka matlab hota hai BHEJNA aur Sawaab ka matlab hai AMAAL KA BADLA ya wo cheez k jiske baa’yis insaan, ALLAH TA’ALA ki taraf se rehmat o maghfirat aur RASOOL ALLAH ﷺ ki jaanib se shafa’at ka mustahiq hojaata hai.
📔 (Kitaab Ul Ta’arifaat Lil Jarjaani)

🍁 Malum hua k apne amaal ka badla marhumeen k naama e amaal mein bhejne ka naam ESAAL E SAWAAB hai.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

जिस की बीवी का इंतिक़ाल हो जाये वह अपनी बीवी का चेहरा देख सकता है या नहीं*05

ईसाले सवाब की फज़िलत

क्या हुजूर ﷺ के ज़माने में मय्यत का तीजा होता था* 03